Posts

Showing posts from July, 2017

Akhilesh Ki Yaadein

sir par itna bojh hai hamare,paper nahi nikle hai saare,o.b.ka paper beet chuka hai,ab hai research ke ane ki bari ,kuchh to hai apni tyari or kuchh baatain mangadarant hai sari, jaise paper beet rahe hai,ho rahi hai jhelne ki tyari,ab jaldi paper beet jaayen bas,chhutkara mile tention se sari ,sir par itna bojh hamre paper nahi nikle hai saare, Akhilesh Kumar ek ladka hai jo shant bada college ke class me sath pada ,khulkar jeene se darta hai par ghar pe apne masti bhara, koi kahe use khush rahle jara doston se hil mil kar rahle jara ab ek saal hai beet chuka or ek saal hai bacha hua,jeevan me hai sangharsh bada,to masti karle jo samay hai bacha aisa jo mera kahna hai,nayi dhara ke sath nahi bahna hai jeevan ko mano gahna hai or sath milkar sabke rahna hai Akhilesh Kumar jab24 august ki raat aayegi to birthday manane ki baat aayegi khusiyon ka din hoga us din aur taaron ki baarat chayegi pal pal khusiyon ko mehkane wali ye raat choo mantar ho jayegi aur dil ko ek ehsaas jara ...

Patna ki Yaadein Kuch saal Purani

Fb pe baitho to jane ye kyon khayaal aata hai baatein karne ko jee chahta hai aur man me ye sawaal aata hai ke hum to baithe hain doston ke liye  koi humse bhi jara baatein karle  jo dil ke karib aa jata hai Akhilesh Kumar kal main jab pahucha ghar Patna hui anokhi ghat gai ghatna logo ne kaha ye kya tum laye bhukamp lekar yaha tum aaye aur kai ilzam tha madhna padosiyon ka kuch andaz naya tha unka bhi kuch aisa bayan tha maina kaha koi saath nahi hai isme mera koi haath nahi hai kyon banoo baary jan apna kaboo me haalat nahi hain band kiya dena jab safai baat sabko samajh me aayi Akhilesh Kumar kal raat sapne me mujhe saanp ne kata tha jaise usne mujh aur mujh se hi dukh dard ko baanta tha.Maine kaha kyon mujh hi ko katna tha to, sadiyon se zehar ka jo naata hai kuch bhara hai apne andar aisa feel sa mujhko aata hai.Maine kaata nahi hai tumko ko a dost maine dard ko tumse baata hai.maine kaha tum mujhe maaf karo koi to mera insaaf karo .Ye saanp jo muj...

Akhilesh Kumar

Tum ek khwab kyon ho meri aarzoo hai ki tu ek haqiqat ban ja tum is dil me basi jazbat kyon ho meri justzoo hai tu meri kahani ban ja. Akhilesh Kumar Dil ne dil ko yaad kiya hai bichre pal ko fir yaad kiya hai  pyaar na sikhaye is dil ko bus rub se yahi fariyaad kiya hai Akhilesh Kumar koi ye kyon kisi pe ilzaam ye lagaye uske dukh dard ko aur kyon jagaye koi pyaar karne ki hasrat bhi na kare aur kyon wo ilzaam ke sagar me dhasa u jaye Akhilesh Kumar Ae dil tu kyon aaj udas hai kyon jakhmon ko rakhe khas hai man me rakhe viswas hai jitenge ek din unka aas hai

Akhilesh Kumar

Garmi se sardi hai aayi saath me razai aur kambal hai layi din aur raat me bahe bayaar sheetlahar ka chada bukhar thithuran hai logo ka gahna akran ka bhi saath ka rehna muskil hua jaldi ab uthna jaldi se coat aur jacket ko dhundhna. Akhilesh Kumar Kuch log fb pe baithte hain logo se baate karne ke liye aur kuch baithte hain apni upasthiti darz karane ke liye kuch to baithte hain kuch lamhe bitane ke liye aur kuch log istamaal karte hain apni hunar dikhane ke liye.. Akhilesh Kumar Bal diwas par bal kabhi karte the, kafi wo shor shorgul se sara mohalla ho jata tha unka bore lekin aaj sadi kya aayi bal diwas ki du main duhai bachcho me lagi hai hor bachpan ke din gaye wo chor but i want to repeat once more ha ha. Akhilesh Kumar Aaj kisi mahatma ne kaha hai---- Jab kisi ko koi pyaar se manaye aur uske saare hathkande fail ho jaye koi upay na sujhe aur aap aagbabula ho jaye to kuch nahi akal thikane lagaye  aur jab usse wo pareshan ho jaye to yahi wo samay hai jab aap dil ...

Akhilesh Kumar ki Kavitaayen

Kisi professor ne aaj kaha hai ki kisi ki nigahein kisi pe pahuch gayi class me baithe aise rehte hain jaise ghar pe masti wo karte hain board pe sawaal karne ke liye bulau  to ghabrate hai,katrate hain apne man se kabhi nahi wo aate hain aur shor sharaba,masti wo karte hain ghadi me chaar jab baj jate hain to bore feel wo karte hain padne me dil wo nahi lagate hain bhagne ke mood me wo rehte hain Akhilesh Kumar DEEPENDRA BIRTHDAY'S THEME CLASS ME TUM ROZ HI AATE HO ATTENDANCE KA NAYA RECORD TUM BANATE HO CHAMAKTA HUA EK PRAKASH HO TUM MERE LIYE INSIPIRATION KI MISAAL HO TUM CONFIDENCE TUMSE JHALAKTA HAI MERE MAN ME TU HI BASTA HAI DIL ME TERE NIRMALTA HAI HAPPY BIRTHDAY KEHNE KO DIL KEHTA HAI...... HAPPY BIRTHDAY TO YOU Akhilesh Kumar Ek roj tha dil mujhse khafa khafa biti baaton se tha wo juda dil ne kaha kuch bol to de usne kaha ho ja tu rafa dafa....... usne kaha maine kiya tumhe saaf mana fir bhi tu mere piche hai pada ja dekh samne aaina hai pada ab ja ja ja mat sha...

Akhilesh Kumar

Akhilesh Kumar Blogger

Image
Shop Clues .com

Akhilesh Kumar

Akhilesh Kumar

Image